Lyrics for Film
Meri Aashaaon Ki Bhor Tu
(meri aashaaon ki bhor tu
meri saanson ko hai dor tu) - (2)
tu hi sab kuchh hai mere liye - (2)
mujhako jina hai tere liye, tere liye, tere liye
meri aashaaon ki bhor tu
teri maasum aankhon mein jindagi ke hajaaron sawaal
mujhako parwaah meri nahi sirf rehata hai abb tera khayaal
tere behate huye aansuon ki kasam - (2)
tujhape aane na dunga kabhi, kabhi koyi ghum
meri jivan ki saraah hai tu
meri ragon mein samaaya tu
tu hi sab kuchh hai mere liye - (2)
mujhako jina hai tere liye, tere liye, tere liye
meri aashaaon ki bhor tu
Right Yaa Wrong
kya galat hai kya sahi, tum jo socho wahin – (2)
falsafa jindagi ka, hai juda har kisika yaaron yaaron yaaron….
(it’ s gonna be right, it’ s gonna be wrong
it may be right, it may be wrong) – (2)
kya galat hai kya sahi, tum jo socho wahin – (2)
falsafa jindagi ka, hai juda har kisika yaaron yaaron yaaron….
(it’ s gonna be right, it’ s gonna be wrong
it may be right, it may be wrong) – (2)
chhaayi roshani ke tale jahaan benoor hai
marane ko khata bekhata koyi majbur hai
aalam hai piragi ka, rang hai bebasi ka dekho dekho dekho…..
(it’ s gonna be right, it’ s gonna be wrong
it may be right, it may be wrong) – (2)
saagar ki leher mein raho, dard hai ik ghut ka
faisala mushkil hai bada yahaan sach jhut ka
maatam hai yeh khushi ka, khun hai yeh hasin ka dekho dekho…..
(it’ s gonna be right, it’ s gonna be wrong
it may be right, it may be wrong) – (2)
Rihaayee Rihaayee
o o o o.....
rihaayee rihaayee o o o o..... - (2)
meri tanhaayiyon ne mujhe kaid kiya hai - (2)
in bandishon se abb rihaayee kab milegi
kudako kud se hi abb rihaayee kab milegi
rihaayee rihaayee o o o o..... - (2)
darmiyaan rishton ke aksar farj aata hai
saare wade ek pal mein hi tod jaata hai
kudako kud se hi abb rihaayee kab milegi - (2)
rihaayee rihaayee o o o o..... - (2)
kashmakash ki rehgujar se main gujarata hoon
saansein lagati ??? jita hoon na marata hoon
kudako kud se hi abb rihaayee kab milegi - (2)
rihaayee rihaayee o o o o..... - (2)
meri tanhaayiyon ne mujhe kaid kiya hai - (2)
in bandishon se abb rihaayee kab milegi
kudako kud se hi abb rihaayee kab milegi
rihaayee rihaayee o o o o.....
Tilledaar Dupatta
dupatta dupatta dupatta dupatta…. – (2)
tilledaar dupatta daale, ?? madh ke pyaale
tilledaar dupatta daale hoy hoy hoy hoy
?? madh ke pyaale
(are mere yaar bachake rehana
kuchh ho gay toh phir na kehana) – (2)
bade jaalim hunde hai yaaron nakhraale husnaawaale
tilledaar dupatta daale
(kasmaanu aaj manaayiye, tujhase milake carzy carzy
?? carzy carzy carzy carzy carzy) – (2)
khushiyon bhara gharbaar du, duniya meri sawaar du
ho jitana kahein tujhe pyaar du, tujhape sab kuchh vaar du
ho jaan tujhape kurbaan hain, sun jind meriye
(are mere yaar bachake rehana
kuchh ho gay toh phir na kehana) – (2)
bade jaalim hunde hai yaaron nakhraale husnaawaale
tilledaar dupatta daale, ?? madh ke pyaale
tilledaar dupatta daale hoy hoy hoy hoy ?? madh ke pyaale
(kasmaanu aaj manaayiye, tujhase milake carzy carzy
?? carzy carzy carzy carzy carzy) – (2)
Lakhanavi Kabaab
tera shawaab kudi kudi
tera shawaab
tera shawaab, tera shawaab
tera shawaab lakhanavi kabaab kudi, tera shawaab lakhanavi kabaab -(2)
maine dekhi saari duniya tera nahi jawaab
kudi tera shawaab lakhanavi kabaab – (2)
tera shawaab lakhanavi kabaab kudi, tera shawaab lakhanavi kabaab
maine dekhi saari duniya tera nahi jawaab
kudi tera shawaab lakhanavi kabaab – (2)
tera shawaab lakhanavi kabaab kudi, tera shawaab lakhanavi kabaab
shining wining chhad o mundiya aaja mere kol
singing winging chhad o mundiya aaja mere kol
(rang nashila roop rasila, usape chaal sharaabi
haay dekhake kaatil teri adaayein loot gaya munda punjaabi) – (2)
aankhon mein masti ki madira, honto pe hai ??
kudi tera shawaab lakhanavi kabaab, kudi tera shawaab lakhanavi
tera shawaab lakhanavi kabaab kudi, tera shawaab lakhanavi
pakkad wakkad tu na tol aaja mere kol
dancing wancing karani hai toh aaja mere kol
?? ya jaapaani ya ho hindustaani
saare aashiq jaan-o-dil se tujhape fida deewaani
o main kya, ?? ya jaapaani ya ho hindustaani
saare aashiq jaan-o-dil se tujhape fida deewaani
teri khushabu ke aage hai ?? sabhi gulaam
kudi tera shawaab lakhanavi kabaab – (2)
tera shawaab lakhanavi kabaab kudi, tera shawaab lakhanavi kabaab
hey phatte shatte maar na mundiya sachchi sachchi bol
pyaari vaari baaniye ke aaja mere kol
tera shawaab, ho main kya tera shawaab
lakhanavi kabaab, oy tera shawaab, hoy…