Search
Categories
Archives

You are currently browsing the archives for the Q category.

  • QATLA (1)
  • QAYAMAT (4)
  • QAYAMAT SE QAYAMAT TAK (3)
  • QUDRAT KA QAANOON (3)
  • QURBANI (2)
  • Lyrics for Film

    Kisika Dil Jo Todega

    huuuun ohhh ohhhhhh bumbabambamm (bumbabambamm)-2 (bade pyar se tune)-2 dil mein pyar ki bulbul pali tere dil ka lahoo choos kar ud gayi ek din sali kisi ka dil jo todega khuda kya usko chodega kisi ka dil jo todega khuda kya usko chodega bade pyar se tune dil mein pyar ki bulbul pali tere dil ka lahoo choos kar ud gayi ek din sali kisi ka dil jo todega khuda kya usko chodega kisi ka dil jo todega khuda kya usko chodega (is duniya mein humne dekha til til ka hai lekha)-2 ghis ne se kya ghis jati hai hath se paap ki rekha jaanbuj kar dharam se jo bhi muh ko modega (khuda kya usko chodega)-2 kisi ka dil jo todega khuda kya usko chodega (gali gali ka shair tamasha dekhe roz kalander)-2 khaye madari uski roji bhookha rah jaye bander neki ko jo chod badi se rista jodega (khuda kya usko chodega)-2 kisi ka dil jo todega khuda kya usko chodega soch samaj kar jo bhi karna (us par kya pachtana)-2 sidhe rastein chaltein rahna (dekh bhatak na jana)-2 ohh uljan ki kya baat kisi ka dil jo todega (khuda kya usko chodega)-2 kisi ka dil jo todega khuda kya usko chodega bade pyar se tune dil mein pyar ki bulbul pali tere dil ka lahoo choos kar ud gayi ek din sali kisi ka dil jo todega khuda kya usko chodega kisi ka dil jo todega khuda kya usko chodega bumbabambamm-4 Posted By : Thakerpiyush

    Akele Hain Toh Kya Gam Hain

    akele hai, to kyaa gam hai chaahe to humaare bas mein kyaa nahee bas yek jaraa, saath ho teraa tere to hum kab se sanam ab ye naheen sapanaa, ye sab hain apanaa ye jahaan pyaar kaa, chhotaan saa ye aashiyaan bahaar kaa bas yek jaraa, saath ho teraa.. .. fir naheen tootegaa, hum pe koee toofaann saajanaa, dekhanaa, har tufaan kaa main karungee saamanaa bas yek jaraa, saath ho teraa.. .. ab to mere saajan beetegaa har din pyaar kee baahon me, rang jaayegee rut teree adaaon me bas yek jaraa, saath ho teraa.. ..

    Gajab Ka Hain Din

    gajab kaa hain din socho jaraa, ye diwaanaapan dekho jaraa tum ho akele, hum bhee akele, majaa aa rahaa hain kasam se dekh lo hum ko kareeb se, aaj hum mile hain naseeb se ye pal fir kahaa aaur ye manjil fir kahaa kyaa kahoo meraa jo haal hai, raat din tumhaaraa khayaal hai fir bhee jaana-ye-jaan, main kahaa aaur tum kahaa

    Papa kehte hain bada naam karega

    Papa kehte hain bada naam karega Beta hamara aisa kaam karega Magar yeh to koi na jaane Ki meri manzil hai kahan Papa kehte hain bada naam karega Beta hamara aisa kaam karega Magar yeh to koi na jaane Ki meri manzil hai kahan Papa kehte hain bada naam karega Baithe hain milke sab yaar apne Sabke dilon mein armaan yeh hai Baithe hain milke sab yaar apne Sabke dilon mein armaan yeh hai Wo zindagi mein kal kya banega Har ek nazar ka sapna yeh hai Koi engineer ka kaam karega Business mein koi apna naam karega Magar yeh to koi na jaane Ki meri manzil hai kahan Papa kehte hain bada naam karega Mera to sapna hai ek chehra Dekhe jo usko jhoome bahar Mera to sapna hai ek chehra Dekhe jo usko jhoome bahar Gaalon mein khilti kaliyon ka mausam Aankhon mein jaadu honthon mein pyaar Banda ye khoobsurat kaam karega Dil ki duniya mein apna naam karega Meri nazar se dekho to yaaron Ki meri manzil hai kahan Papa kehte hain bada naam karega

    Aitbaar Nahin Karna

    Main Uske Liye Mar Chuki Hoon Woh Bhi Aap Ke Yaadon Mein Pal Pal Mar Rahan Hai To Kehdo Use Ke Un Yaadon Ki Cheeta Bana Ke Jalade Us Cheeta Se Uthta Dhua Bhi Aap Ke Pyaar Ka Hi Hoga Aitbaar Nahin Karna Intezaar Nahin Karna Aitbaar Nahin Karna Intezaar Nahin Karna Had Se Bhi Zyaada Tum Kisi Se Pyaar Nahin Karna Had Se Bhi Zyaada Tum Kisi Se Pyaar Nahin Karna Ikraar Nahin Karna Jaan-Nisaar Nahin Karna Had Se Bhi Zyaada Tum Kisi Se Pyaar Nahin Karna Had Se Bhi Zyaada Tum Kisi Se Pyaar Nahin Karna Manzile Bichad Gayi Raaste Bhi Kho Gaye Aaye Phir Na Lautke Jo Deewaane Ho Gaye Chaahaton Ki Bebasi Doorio Ke Gum Mile Bekaraariya Mili Chain Yaar Kam Mile Bekaraar Nahi Karna Intezaar Nahin Karna Had Se Bhi Zyaada Tum Kisi Se Pyaar Nahin Karna Had Se Bhi Zyaada Tum Kisi Se Pyaar Nahin Karna Koi To Wafa Kare Koi To Jafa Kare Kisko Hai Pata Yaha Kaun Kya Khata Kare Aisa Na Ho Ishq Mein Koi Dil Ko Tod De Beech Raah Mein Sanam Tera Saath Chod De Izhaar Nahin Karna Intezaar Nahin Karna Had Se Bhi Zyaada Tum Kisi Se Pyaar Nahin Karna Had Se Bhi Zyaada Tum Kisi Se Pyaar Nahin Karna Aitbaar Nahin Karna Intezaar Nahin Karna Had Se Bhi Zyaada Tum Kisi Se Pyaar Nahin Karna Had Se Bhi Zyaada Tum Kisi Se Pyaar Nahin Karna

    Dil chura liya

    Aap Ka Joota Dekha Bahut Haseen Hai Ise Apne Pairon Mein Mat Daaliyega Maila Ho Jayega Pyaar Log Ek Doosre Ko Bator Nishani Phool Card Angoothi Rumaal Dete Hai Yeh Pada Aur Suna Tha Par Yeh Jootha Lagta Hai Pyaar Mein Aap Ke Yaha Joota Dene Ka Riwaz Hai Dil Churane Ka Achcha Andaaz Hai Mere Dilbar Mere Janam Maine Tumse Pyaar Kiya Re Bechaini Badhti Jaati Hai Tu Ne Kaisa Dard Diya Re Maine Tumse Pyaar Kiya Re Maine Tumse Pyaar Kiya Re Dil Churaliya Dil Churaliya Dil Churaliya Dil Churaliya Teri Pehli Nazar Ne Mera Chain Churaya Tera Khwaab Jo Aaya Raaton Ko Jagaya Teri Pyaas Ko Maine Hoto Pe Sajaya Chaahat Kaisi Hai Tune Mujko Bataya Dil Churaliya Dil Churaliya Dil Churaliya Dil Churaliya Pao Zameen Pe Padte Nahin Ab Main Udne Lagi Hoon Hawa Mein Khushboo Banke Bikhri Padi Hoon Teri Zulfen Aaj Fiza Mein Tune Jaadoo Yeh Kaisa Kiya Re Tune Jaadoo Yeh Kaisa Kiya Re Dil Churaliya Dil Churaliya Dil Churaliya Dil Churaliya Teri In Baahoon Mein Mujhko Ab To Jeena Marna Hai Soch Liya Hai Had Se Zyaada Ab Ishq Tujhe Karna Hai Maine Maana Tujhe Hi Piya Re Maine Maana Tujhe Hi Piya Re Dil Churaliya Dil Churaliya Dil Churaliya Dil Churaliya Teri Pehli Nazar Ne Mera Chain Churaya Tera Khwaab Jo Aaya Raaton Ko Jagaya Teri Pyaas Ko Maine Hoto Pe Sajaya Chaahat Kaisi Hai Tune Mujko Bataya Dil Churaliya Dil Churaliya Dil Churaliya Dil Churaliya

    Woh Ladki Bahut Yaad Aati Hai (solo)

    Ab Kyon Milna Chaahte Ho Mujhse Bolo Chup Kyon Ho Bolo Maine Tumhare Bagair Itni Khaamoshi Mehsus Ki Hai Ki Main Bolna Bhool Gaya Hoon Main Tumse Itni Door Chali Jaaongi Ke Dekhna Hamesha Ke Liye Khamosh Ho Jaaoge Tum Chaaro Taraf Tanhayi Hai Chaaro Taraf Tanhayi Hai Ek Udaasi Chaayi Hai Soch Ke Uski Baaton Ko Aankh Meri Bhar Aayi Hai Bechaini Hain Saason Mein Dard Utha Hai Seene Mein Bichad Ke Apne Dilbar Se Aaye Maza Na Jeene Mein Kitna Mujhe Tadpati Hai Woh Ladki Bahut Yaad Aati Hai Woh Ladki Bahut Yaad Aati Hai Kabhi Mujhko Hasaye Kabhi Mujhko Rulaye Mujhe Kitna Satati Hai Kabhi Mujhko Hasaye Kabhi Mujhko Rulaye Mujhe Kitna Satati Hai Woh Ladki Bahut Yaad Aati Hai Woh Ladki Bahut Yaad Aati Hai Woh Ladki Bahut Yaad Aati Hai Woh Ladki Bahut Yaad Aati Hai

    Yaar Pyaar Ho Gaya

    Rahul Aaj Mein Ghar Pe Bilkul Akeli Hoon Oh Dekho Sheetal Bilkul Mat Ghabrana Aur Khidki Darwaja Achitarah Band Karke Sona Aur Haan Ek Torch Apne Paas Rakhna Rahul Try To Understand Mere Ghar Mein Aaj Koi Nahi Hai Aah Yaar Pyaar Ho Gaya Kuch To Yaar Ho Gaya Tootke Yeh Badan Baazoon Mein Teri Zaro Zar Ho Gaya Yaaron Pyaar Ho Gaya Kuch To Yaar Ho Gaya Tootke Yeh Badan Baazoon Mein Teri Zaro Zar Ho Gaya Yaar Pyaar Ho Gaya Zara Band Karloon Khule Khidkiyon Ko Main Parde Gira Doon Sanam Jo Tere Mere Beech Mein Aa Gayi Hain Woh Doori Mita Doon Sanam Zara Band Karloon Khule Khidkiyon Ko Main Parde Gira Doon Sanam Jo Tere Mere Beech Mein Aa Gayi Hain Woh Doori Mita Doon Sanam Chamatkar Ho Gaya Kuch To Yaar Ho Gaya Tootke Yeh Badan Baazoon Mein Teri Zaro Zar Ho Gaya Yaar Pyaar Ho Gaya Tera Jism Choo Ke Mohabbat Ki Lau Se Behekta Hai Mera Badan Sulagti Hain Saasen Behekte Hai Armaan Mehekta Hai Mera Badan Tera Jism Choo Ke Mohabbat Ki Lau Se Behekta Hai Mera Badan Sulagti Hain Saasen Behekte Hai Armaan Mehekta Hai Mera Badan Kya Khumaar Ho Gaya Haan Kuch To Yaar Ho Gaya Tootke Yeh Badan Baazoon Mein Teri Zaro Zar Ho Gaya Yaar Pyaar Ho Gaya Kuch To Yaar Ho Gaya Tootke Yeh Badan Baazoon Mein Teri Zaro Zar Ho Gaya

    Abhi To Padi Hai Ye Umr Ye Saari

    abhi to padi hai ye umr ye saari dil bhi tumhaara hai main bhi tumhaari achchhi nahin hai ye bekaraari thoda intazaar kijiyega dil na bekaraar kijiyega chehare se parda uthaayuungi main ulfat ke jazbe dikhaayuungi main mujhape aitabaar kijiye abhi to padi hai zulfon ko yuun na bikharaayiye nazadik mere na aayiye qurban tujhape jaan hamaari yuun na vaar kijiye thoda intazaar kijiye dil na bekaraar kijiye madahosh ho na yuun ladakhadaana achchha nahin hai yuun pite jaana lat hai buri hai itani khumaari khud pe akhtiyaar kijiye abhi to padi hai

    Mukhada Chaand Ka Tukada

    mukhada chaand ka tukada mere nain sharaab ke pyaale jab jahaan dekhein mujhe mar mar jaayein mar jaayein dilavaale mukhada chaand ka tukada gaalon pe mere jo ye til ka nishaan hai aashiqon ki chaahat hai shaayaron ki jaan hai mere honthon ka rang gulaabi meri chaal hai yaaron sharaabi jab chalati huun main balakha ke dil sambhale na kisi ke sambhaale mukhada chaand ka tukada dekha na hoga kahin aisa shabaab huun mera javaab nahin main laajavaab huun mere sir se jo chunari sarake to divaanon ka dil dhadake jab kabhi dekhuun yahaan musaka ke khulein band dilon ke taale mukhada chaand ka tukada