Search
Categories
  • No categories
  • Lyrics for Film

    Tune Jo Na Kaha, Mein Woh Sunta Raha

    (Mmmmmmm….Mmmmmm…)- 4

    Tune Jo Na Kaha, Mein Woh Sunta Raha
    Khamaka Bewaja Khwaab Buntha Raha
    Hmmmm Mmm Mmmmmm… Mmm Mmmm
    Tune Jo Na Kaha, Mein Woh Sunta Raha
    Khamaka Bewaja Khwaab Buntha Raha
    Jaane Kiski Humein Lag Gayi Hai Nazar
    Is Shehar Mein Na Apna Tikana Raha
    Durr Chahat Se Mein Apni Chalta Raha
    Khamaka Bewaja Khwaab Buntha Raha

    Gar Woh Pehle Se Hai Zyaada, Khud Se Phir Yeh Kiya Wada
    Khamosh Nazrein Rahe Bezuban
    Hmmmm…Mmm…Mmmm…
    Apno Phele Si Baatein Hai, Bolo Tho Lab Thar Tharatein Hai
    Raaz Yeh Dil Ka, Na Ho Bayaan
    Ho Gaya Ke Aasar Koi Hum Pe Nayi
    Humsafar Mein Tho Hai Humsafar Hai Nayi
    Durr Jatha Raha, Paas Aatha Raha
    Khamaka Bewaja Khwaab Buntha Raha
    Hmmm…Mmm…Mmmmm…
    Aaya Woh Phir Nazar Aise, Baat Chidne Lagi Phir Se
    Aankho Mein Chubtha Kal Ka Dhuwaa
    Hmmm..Mmm…Mmm…
    Hal Tera Na Hum Sa Hi, Is Khushi Mein Kyun Gham Sa Hi
    Basne Laga Kuyn Phir Woh Jahan
    Woh Jahan Dur Jisse Gaye Te Nikal
    Phir Se Yaadon Ne Kar Di Hai Jaise Pehal
    Lamha Beeta Huwa, Dil Dhukata Raha
    Khamaka Bewaja Khwaab Buntha Raha

    Tune Jo Na Kaha, Mein Woh Sunta Raha
    Khamaka Bewaja Khwaab Buntha Raha
    Jaane Kiski Humein Lag Gayi Hai Nazar
    Is Shehar Mein Na Apna Tikana Raha
    Durr Chahat Se Mein Apni Chalta Raha
    Bhuj Gayi Aag Thi, Dhaag Jalta Raha

    Mere Sang Toh Chal Zara

    Hum Huma Hey Yaa… Hum Huma Hey Yaaa…
    Hum Huma Hey Yaa… Hum Huma Hey Yaaa…

    Ohhu Ohhhhhoooohh…
    How Can I Love You More?
    Ohhuu Ohhhhhooohhh
    How Can I Love You More?
    Mere Sang Toh Chal Zara Kyun Dhike Dara Dara) — 2
    Chal Tujko Aa Chupalon Apni Main Bahoon Mein
    Chal Khwaab Kuch Sajaa Dun Teri In Nigahon Mein

    (Mein Jo Sang Hun Tere Rang Hun
    Raho Se Teri Chun Lu Mein Khwaab
    Har Lamha Yu Guzare Ke Kehana Na Chahe Pyaar) — 2

    Hum Huma Hey Yaa… Hum Huma Hey Yaaa…
    Hum Huma Hey Yaa… Hum Huma Hey Yaaa…

    Ohhu Ohhhhhoooohh…
    How Can I Love You More?
    Ohhuu Ohhhhhooohhh
    How Can I Love You More?
    How Can I Love You More?

    (Haske Zara Saath Teri Hassi Se Mile Kal Ho Hassi
    Bas Itna Chahon Mein Is Zindagi Se Zyaada Kuch Nahin) -2
    Mein Jo Sang Hun Tere Rang Hun
    Raho Se Teri Chun Lu Mein Khwaab
    Har Lamha Yu Guzare Ke Kehana Na Chahe Pyaar
    Hum Huma Hey Yaa…
    Hum Huma Hey Yaaa…

    (Rukna Na Rahon Mein Rokey Agar Kal Tujhe Parchaiyan
    Sang Tere Mein Bhi Hun Tanha Nahi Hai Teri Tanhayian ) -2
    Mein Jo Sang Hun Tere Rang Hun
    Raho Se Teri Chun Lu Mein Khwaab
    Har Lamha Yu Guzare Ke Kehana Na Chahe Pyaar

    (Mere Sang Toh Chal Zara Kyun Dhike Dara Dara) — 2
    Chal Tujhko Aa Chupalon Apni Main Bahoon Mein
    Chal Khwaab Kuch Sajaa Dun Teri In Nigahon Mein

    (Mein Jo Sang Hun Tere Rang Hun
    Raho Se Teri Chun Lu Mein Khwaab
    Har Lamha Yu Guzare Ke Kehana Na Chahe Pyaar) — 2

    Hum Huma Hey Yaa… Hum Huma Hey Yaaa…
    Hum Huma Hey Yaa… Hum Huma Hey Yaaa…

    How Can I Love You More???
    Ohhhuuu Ohhhhhoooohhhh

    Hai Junoon Sa Jeene Mein

    Na… Na Nan Na Na Na
    Nan Nan Na Na Na
    Nan Nan Na Naaaa…
    Naa… Nan Nan Na Na Na
    Nan Nan Na Na Na
    Nan Nan Na Naaaa…

    ( Yaaro Jee Bhar Ke Jee Le Pal
    Lagta Hai Aaj Kal
    Daur Apna Aayega
    Yaaro Jo Khud Pe Ho Yakeen
    Toh Zindagi Haseen
    Tujhe Kal Bulayega ) – 2
    Hai Junoon Oooooonnnnn
    Hai Junoon Sa Jeene Mein
    (Hai Junoon Sa Jeene Mein)
    Hai Junoon Oooooonnnnn
    Hai Junoon Sa Seene Mein ) – 2

    Na… Nan Nan Na Na Na
    Nan Nan Na Na Na
    Nan Nan Na Naaaa…
    Kahin Jaise Koi Dhun Baje
    Raahon Mein Dekho Hai Manzil Saje Saare
    Hum Hi Hum Jahan Mein Har Jagah
    Sapne Sajane Ki Humko Mili Vajeh

    Kahin (Kahin) Jaise Koi (Koi) Dhun Baje (Hoo..)
    Raahon Mein Dekho Hai Manzil Saje Saare
    Hum Hi (Hum Hi) Hum Jahan Mein (Harrr) Jagah
    Sapne Sajane Ki Humko Mili Vajeh
    Yeh Agar Jo Sach Nahi
    To Sach Bhala Hai Kya
    Yaaron! Apne Hisab Se
    Dil Ki Kitab Pe Kuch To Naya Likho
    Yaaron! Anjano Ki Fikar
    Na Karti Yeh Umar Phir Kyun Bhala Daroo

    Hai Junoon Oooooonnnnn
    Hai Junoon Sa Jeene Mein
    (Hai Junoon Sa Jeene Mein)
    Hai Junoon Oooooonnnnn
    Hai Junoon Sa Seene Mein
    Hai Junoon Oooooonnnnn
    Hai Junoon Oooooonnnnn
    Kabhi Jo Milenge Raaste
    Pal Mein Hi Chamkegi Hasi Purani Toh
    Kaho Kya Kahoge Phir Hamey
    Kaise Chupaoge Nami Yeh Palko Ki

    Kabhi (Kabhi) Jo Milenge (Milenge) Raaste
    Pal Mein Hi Chamkegi Hasi Purani Toh
    Kaho (Kaho) Kya Kahoge (Phirrr) Hamey
    Kaise Chupaoge Nami Yeh Palko Ki

    Yeh Bata Hai Kya Hua
    Hua Hai Kyon Bataaa….
    Yaroon! Jee Bhar Ke Jee Le Pal
    Lagta Hai Aaj Kal Daur Apna Aayega
    Yaaro Jo Khud Pe Ho Yakeen
    Toh Zindagi Haseen Tujhe Kal Bulayega

    Yaaro Jo Khud Pe Ho Yakeen
    Toh Zindagi Haseen
    Tujhe Kal Bulayega

    (Hai Junoon Oooooonnnnn
    Hai Junoon Sa Jeene Mein
    (Hai Junoon Sa Jeene Mein)
    Hai Junoon Oooooonnnnn
    Hai Junoon Sa Seene Mein ) – 2
    Hai Junoonn….

    Hai Junoon Sa Jeene Mein

    Na… Na Nan Na Na Na
    Nan Nan Na Na Na
    Nan Nan Na Naaaa…
    Naa… Nan Nan Na Na Na
    Nan Nan Na Na Na
    Nan Nan Na Naaaa…

    ( Yaaro Jee Bhar Ke Jee Le Pal
    Lagta Hai Aaj Kal
    Daur Apna Aayega
    Yaaro Jo Khud Pe Ho Yakeen
    Toh Zindagi Haseen
    Tujhe Kal Bulayega ) – 2
    Hai Junoon Oooooonnnnn
    Hai Junoon Sa Jeene Mein
    (Hai Junoon Sa Jeene Mein)
    Hai Junoon Oooooonnnnn
    Hai Junoon Sa Seene Mein ) – 2

    Na… Nan Nan Na Na Na
    Nan Nan Na Na Na
    Nan Nan Na Naaaa…
    Kahin Jaise Koi Dhun Baje
    Raahon Mein Dekho Hai Manzil Saje Saare
    Hum Hi Hum Jahan Mein Har Jagah
    Sapne Sajane Ki Humko Mili Vajeh

    Kahin (Kahin) Jaise Koi (Koi) Dhun Baje (Hoo..)
    Raahon Mein Dekho Hai Manzil Saje Saare
    Hum Hi (Hum Hi) Hum Jahan Mein (Harrr) Jagah
    Sapne Sajane Ki Humko Mili Vajeh
    Yeh Agar Jo Sach Nahi
    To Sach Bhala Hai Kya
    Yaaron! Apne Hisab Se
    Dil Ki Kitab Pe Kuch To Naya Likho
    Yaaron! Anjano Ki Fikar
    Na Karti Yeh Umar Phir Kyun Bhala Daroo

    Hai Junoon Oooooonnnnn
    Hai Junoon Sa Jeene Mein
    (Hai Junoon Sa Jeene Mein)
    Hai Junoon Oooooonnnnn
    Hai Junoon Sa Seene Mein
    Hai Junoon Oooooonnnnn
    Hai Junoon Oooooonnnnn
    Kabhi Jo Milenge Raaste
    Pal Mein Hi Chamkegi Hasi Purani Toh
    Kaho Kya Kahoge Phir Hamey
    Kaise Chupaoge Nami Yeh Palko Ki

    Kabhi (Kabhi) Jo Milenge (Milenge) Raaste
    Pal Mein Hi Chamkegi Hasi Purani Toh
    Kaho (Kaho) Kya Kahoge (Phirrr) Hamey
    Kaise Chupaoge Nami Yeh Palko Ki

    Yeh Bata Hai Kya Hua
    Hua Hai Kyon Bataaa….
    Yaroon! Jee Bhar Ke Jee Le Pal
    Lagta Hai Aaj Kal Daur Apna Aayega
    Yaaro Jo Khud Pe Ho Yakeen
    Toh Zindagi Haseen Tujhe Kal Bulayega

    Yaaro Jo Khud Pe Ho Yakeen
    Toh Zindagi Haseen
    Tujhe Kal Bulayega

    (Hai Junoon Oooooonnnnn
    Hai Junoon Sa Jeene Mein
    (Hai Junoon Sa Jeene Mein)
    Hai Junoon Oooooonnnnn
    Hai Junoon Sa Seene Mein ) – 2
    Hai Junoonn….

    Aye Saaye Mere Aaa Aa Jaa

    Aaaaaaaaaaa…
    [Aaa Aa Jaa Aye Saaye Mere, Aaa Aa Jaa Kahin Aur Chale,
    Har Soch Hai Ek Band Gali, Har Dil Mein Yahan Taale Pade] -2
    Gar Mumkin Ho Baat Mein Apna Naam Mita Doon,
    Bas Ban Jaun Insaan, Main Har Pechaan Mita Doon,
    Jab Barse Pehli Baarish, Sabke Ghar Barse,
    Bass Pooche Yeh Insaan Ki Apna Naam Bata Tu,
    [Maathe Pe Sab Hi Ke Likh De, Haathon Pe Sab Hi Ke Likh De,
    Zyada Naa Koi Naa Kam Ho, Ek Naam Sab Hi Ka Rakh De]- 2
    Ek Naam Sab Hi Ka Rakh De, Ek Naam Sab Hi Ko Bass De,
    Aaa Aa Jaa Aye Saaye Mere, Aaa Aa Jaa Kahin Aur Chale,
    Har Soch Hai Ek Band Gali, Har Dil Mein Yahan Taale Pade…
    s Ek Zameen Ke Yaar Tu Itne Tukde Naa Kar,
    Jab Ho Saare Insaan Fark Phir Unmein Naa Kar] – 2
    Jitna Chahe Unss Mohabbat Apno Se Rakh,
    Nafrat To Tu Yaar Magar Yu Mujhse Naa Kar,
    [Shaklon Ko Sab Hi Ki Rang De, Jismo Ko Sab Hi Ke Rang De,
    Kaala Naa Koi Ho Gora, Ek Rang Sab Hi Ko Rang De]- 2
    Ek Rang Sab Hi Ko Rang De, Ek Rang Sab Hi Ko Bass De..
    Hoooo…Hoooooo… Hoooo…Hooooo…
    [Aaa Aa Jaa Aye Saaye Mere, Aaa Aa Jaa Kahin Aur Chale,
    Har Soch Hai Ek Band Gali, Har Dil Mein Yahan Taale Pade]- 2
    Aaaaaaa…Aaaaaa….