Search
Categories
Archives

You are currently browsing the archives for the Life Partner category.

  • No categories
  • Lyrics for Film

    Teri Meri Yeh Jindagi

    You Are My Soul Mate, You Are My One N Only
    You Are My Soul Mate, You Are My) – 2

    Teri Meri Yeh Jindagi, Nayi Nayi Si Yeh Jindagi Haan
    Khoyi Khoyi Si Pyaar Mein, Kaise Dhire Dhire Badali Yeh Jindagi
    Haan Teri Meri Yeh Jindagi, Nayi Nayi Si Yeh Jindagi Haan
    Mila Aisa Nasha Yaar Mein, Haay Dhire Dhire Badali Yeh Jindagi
    Yeh Badhti Dil Ki Dhadkan, Yeh Badhata Deewaanapan
    Na Jane Hamako Leke Jaaye Abb Kahaan
    (Hai Armaan Jitane Dil Ke, Woh Saare Tumse Milke
    Pure Honge Lagta Hai Ab Yahaan) – 2
    You Are My Soulmate, You Are My One N Only
    You Are My Soulmate, You Are My) – 2

    Dil Ab Din Raat Jhumein, Sunke Yeh Baat Jhumein
    Jivan Bhar Tum Ho Mere Humsafar Haan
    Jagmag Jagmag Hai Raahein, Jhilmil Jhilmil Nigahein
    Mehaki Mehaki Hai Jaise Har Dagar
    Yeh Khushabu Bhini Bhini, Barasati Yeh Rangini
    Hai Lamaha Lamaha Dekho Hum Pe Meherbaan
    (Hai Armaan Jitane Dil Ke, Woh Saare Tumse Milke
    Pure Honge Lagata Hai Ab Yahaan) – 2
    (Teri Meri Yeh Jindagi Ha Aa Ha Aa..) – 2
    Do Dil Dono Deewaane Hona Kya Hai Na Jaane
    Kab Agale Pal Ka Hamko Hosh Hai
    Chaahat Mein Hai Jo Hulchul, Kar Deti Hai Woh Paagal
    Isame Kya Hum Dono Ka Dosh Hai Haan
    Koyi Kyun Roke Thaame, Yeh Pal Pal Ke Hangaame
    Ke Inse Hi To Jindagaani Hai Jawaan
    (Hai Armaan Jitane Dil Ke, Woh Saare Tumse Milke
    Pure Honge Lagta Hai Ab Yahaan) – 2
    Teri Meri Yeh Jindagi, Nayi Nayi Si Yeh Jindagi Haan
    Khoyi Khoyi Si Pyaar Mein, Kaise Dhire Dhire Badali Yeh Jindagi
    Yeh Badhati Dil Ki Dhadkan, Yeh Badhata Deewanapan
    Na Jane Hamko Leke Jaaye Ab Kahaan
    (Hai Armaan Jitane Dil Ke, Woh Saare Tumse Milke
    Pure Honge Lagta Hai Ab Yahaan) – 2
    (You Are My Soulmate, You Are My One N Only
    You Are My Soulmate, You Are My) – 2

    Poorza Poorza Khil Gaya

    Naina Mere Bole Juti Sachchi Boliya
    Sunke Dilwalon Ka Dil Khaaye Hichkoliya) – 2
    Ik Tufaan Main Hoon Ke Jisko Bhi Chhu Liya
    Ke Jab Jaanu Bole Haay Tune Yeh Kya Kiya
    Mare Hum
    (Mare Hum Jaise Taise Dil Gaya, Har Purza Purza Khil Gaya
    Jab Purza Purza Khil Gaya, Toh Dum Sa Nikal Gaya) – 2
    Mare Hum
    Rap)
    Mere Naam Ke Suno Charche Hai Chand Pe
    Main Woh Cheej Hoon Jispe Ada Hai
    Main Toh Jalawon Ki Chaanv Mein Jhalku Har Pal Yahaan
    Kehte Hai Log Yeh Mujhme Nasha Hai
    Haay Dhunwaan Tera Yeha Jispe Bhi Chha Gaya
    Ye Juban Kehane Lagi Dil Dhoka Sa Kha Gaya
    Mare Hum
    (Mare Hum Jaise Taise Dil Gaya, Har Purza Purza Khil Gaya
    Jab Purza Purza Khil Gaya, Toh Dum Sa Nikal Gaya) – 2

    Teri Roshani Padi Jiske Bhi Aankh Pe
    Usko Saara Jahaan Tujhmein Dikha Hai
    Jo Chaahe Tu Sawaar De, Chaahe Pukaar De
    Aashiq Taqdeer Ko Tune Likha Hai
    Ek Jawaan Jaadu Jaise Hai Meri Bijaliya
    Na Utha Ke Jispe Woh Kehata Hai Yahaan
    Mare Hum
    (Mare Hum Jaise Taise Dil Gaya, Har Purza Purza Khil Gaya
    Jab Purza Purza Khil Gaya, Toh Dum Sa Nikal Gaya) – 2

    Naina Mere Bole Jhuti Sachchi Boliya
    Sunke Dilwalon Ka Dil Khaaye Hichkoliya
    Ik Tufaan Main Hoon Ke Jisko Bhi Chhu Liya
    Ke Jab Jaanu Bole Haay Tune Yeh Kya Kiya
    Mare Hum
    (Mare Hum Jaise Taise Dil Gaya, Har Purza Purza Khil Gaya
    Jab Purza Purza Khil Gaya, Toh Dum Sa Nikal Gaya) – 2

    Kuke Kuke Koyaliya Kuke

    Kuke Kuke Koyaliya Kuke, Kuke Kuke Koyaliya
    Aa Aa .. Dhundhe Dhundhe Piya Ko Mann Dhundhe, Dhundhe..
    (Ku Ku Ku Kuke) – 3 Kuke
    Gaana Tum Jo Gaate Ho, Dil Bahot Jalate Ho
    Sur Jo Tum Lagaate Ho, Sur Hai Aathava
    Gaana Gaanewale Gaane Ke Ho Matwale
    Yeh Bataao Betaale Taal Hai Kahaan
    O Ye O Aawaaz Bhi Kya Hai, O Ye O Kaano Ki Saza Hai
    O Ye O Jo Bhi Sunata Hai, O Ye O Kehe Bas Karo Bas Karo
    Tauba Karo Tauba Karo Tauba Karo Tauba Karo, Itana Sitam Dhaane Se
    Tauba Karo Tauba Karo Tauba Karo Tauba Karo, Itana Bura Gaane Se) -2
    Kuke Kuke Koyaliya Kuke, Kuke Kuke Koyaliya
    Aa Aa Dhundhe Dhundhe Piya Ko Mann Dhundhe, Dhundhe..
    (Ku Ku Ku Kuke..) -3 Koyaliya
    Dil Jo Lubhaaye Pyaar Jataaye
    Woh Jo Bhi Gaaye Humako Lage Bhala
    Jo Sur Ko Chode Taal Ko Tode, Daudaaye Ghode Pakado Uska Gala
    O Ye O Mera Pyaar Hai Gehara, O Ye O Tere Pyaar Hai Behara
    O Ye O Dil Thehara Thehara, O Ye O Kahe Bar Karo Bas Karo
    (Tauba Karo Tauba Karo Tauba Karo Tauba Karo, Itana Sitam Dhaane Se
    Tauba Karo Tauba Karo Tauba Karo Tauba Karo, Itana Bura Gaane Se) -2

    Woh Jo Na Bole, Hont Na Khole
    Baagho Mein Dole Hame Woh Pasand Hai
    Ja Re Deewane Tu Yeh Na Jaane
    Jo Dil Ki Na Maane Wohi Akalmand Hai
    O Ye O Band Kar Yeh Baaja, O Ye O Chal Hosh Mein Aaja
    O Ye O Abb Tum Mere Raaja, O Ye O Jara Bas Karo Bas Karo
    Gaana Tum Jo Gaate Ho, Dil Bahot Jalate Ho
    Sur Jo Tum Lagaate Ho, Sur Hai Aathava
    Gaana Gaanewale Gaane Ke Ho Matwale
    Yeh Bataao Betaale Taal Hai Kahaan
    O Ye O Aawaaz Bhi Kya Hai, O Ye O Kaano Ki Saza Hai
    O Ye O Jo Bhi Sunata Hai, O Ye O Kehe Bas Karo Bas Karo
    (Tauba Karo Tauba Karo Tauba Karo Tauba Karo, Itana Sitam Dhaane Se
    Tauba Karo Tauba Karo Tauba Karo Tauba Karo, Itana Bura Gaane Se) -4
    Kuke Kuke Koyaliya Kuke, Kuke Kuke Koyaliya
    Aa Aa Aa… Dhundhe Dhundhe Piya Ko Mann Dhundhe, Dhundhe..
    Ku Ku Ku Kuke Koyaliya Aa Aa..

    Gunji Angana Mein Shehnaayi

    Hey Ji Re Ey Hey Ji Re
    Aati Turi Tak Tak Tere, Ne Maathe Muh Gayena
    Jhol Samajha Agar Koi Toh Kya Kare
    Are Re Re ..
    Ho Ho Ho Ho Ho..
    (Gori Sharmaayi Mann Mein Muskaayi, Gunji Angana Mein Shehnaayi) – 2
    (Baaje Gali Mein Dhoil, Gori Ghungata Toh Khol) – 2
    Pi Se Milan Ki Ghadi Aayi
    Gunji Angana Mein Shehnaayi, Gori Sharmaayi Mann Mein Muskaayi
    (Gunji Angana Mein Shehnaayi) – 2

    (Hey Dono Hatheli Mehandi Hai Kaisa Rang Laayi) – 2
    (Ang Ang Haldi Jo Lage Mehaki Mehkaayi) – 2
    (Mehaka Jo Yuun Tan Mann, Badhane Lagi Dhadkan) – 2
    Anjaani Khushiya Hai Lehraayi Ha Ha
    Gunji Angana Mein Shehnaayi, Gori Sharmaayi Mann Mein Muskaayi
    (Gunji Angana Mein Shehnaayi) – 2
    Hey Ji Re Hey Ji Re Ji Ji Ji Ji Ji Ji…. Ji Re

    (Gaati Hai Galiya Gaate Hai Saare Chaubaare) – 2
    (Baaraat Aayi Sapano Ki Gori Ke Dwaare) – 2
    (Paayal Chhanakane De, Kangana Khanakane De) – 2
    Masti Hawaao Mein Hai Chhayi, Ja
    Gunji Angana Mein Shehnaayi, Gori Sharmaayi Mann Mein Muskaayi
    (Gunji Angana Mein Shehnaayi) – 2

    Aage Aage Dekhe Ja Tu

    Ai Jaanemann Tu Ruk Ja Jara
    Itana Toh Bata De Mujhse Kyun Hai Khafa) – 2
    Hai Ishq Ki Yeh Halaki Si Saja, Tune Chakhaaya Thoda Maja
    (Aage Aage Dekhe Ja Tu Ke Hota Hai Kya) – 3
    Gusse Ka Hai Kaaran Kya Chal Itna Toh Bata
    Aakhir Isse Ho Gayi Hai Sidhi Kya Khata
    Tune Toh Bas Kaant Diya Ik Pal Mein Mera Patta
    Aise Chhod Na Tu Mujhko, Aise Chhod Na Tu Isko
    Mujhko Chhoti Baaton Se Yuun Mujhko Bore Nahi Kar Tu
    Yuun Hi Dikhalaane Ko Juti Aahein Nahi Bhar Tu
    Mera Chhod Pichha Waapas Ja Apne Ghar Tu
    (Maine Jaan Liya Tujhko) – 2
    Pyaar Ka Jo Bhoot Sar Pe Aaya Hai Tere
    Abhi Toh Samajh Mein Nahi Aaya Hai Tere
    (Aage Aage Dekhe Ja Tu Ke Hota Hai Kya) – 3

    Achchha Jo Huwa So Huwa Jaane Bhi De Tu
    Thoda Apane Paas Mujhako Aane Bhi De Tu
    Kitana Mujhko Pyaar Hai Samjhaane Bhi De Tu
    (Ab Toh Maan Bhi Ja Jaanam) – 2
    Main Na Mana Tu Majanu Yeh Samajhaana Mujhe
    Aise Jhute Muthe Sapane Dikhala Mat Mujhe
    Chikani Chupadi Baaton Se Tu Behala Mat Mujhe
    (Inn Baaton Mein Nahi Dum) – 2
    Itni Jo Bigade Toh Phir Woh Banati Nahi
    Itni Jyaada Joro Se Woh Milati Nahi
    Aage Aage Aa Ha Aage Aage O Ho
    (Aage Aage Dekhe Ja Tu Ke Hota Hai Kya) – 3