Search
Categories
Archives

You are currently browsing the archives for the Ishqiya category.

  • No categories
  • Lyrics for Film

    Ibn-E-Batuta

    ibn-e-batuta ta ta bagal mein juta ta ta – (2)
    pehane toh karata hai churrrrr
    udd udd aave aa aa daana chuge aa aa – (2)
    udd jaaye chidiyaan furrrrr
    ibn-e-batuta ta ta bagal mein juta ta ta
    pehane toh karata hai churrrrr
    udd udd aave aa aa daana chuge haaye aa aa
    udd jaaye chidiyaan furrrrr
    furr…. ibn-e-batuta
    ibn-e-batuta

    o agale mod pe maut khadi hai
    are marane ki bhi kya juldi hai
    ibn-e-batuta
    agale mod pe maut khadi hai, are marane ki bhi haay kya juldi hai
    horn bajaake aa bagiyan mein, ho durghatana se der bhali hai
    chal udd ja udd ja furr fur
    ibn-e-batuta ta ta bagal mein juta ta ta
    pehane toh karata hai churrrrr….
    udd udd aave aa aa daana chuge aa aa
    udd jaaye chidiyaan furrrrr

    ibn-e e e e e…. batuta
    dono taraf se bajati hai yeh, aay haay jindagi kya dholak hai – (2)
    horn bajaake aa bagiyan mein, are thoda aage gatirodhak hai
    are chal chal udd ja udd ja furr furr furr
    ibn-e-batuta, ibn-e-batuta (ta ta)
    haan bagal mein juta, haan bagal mein juta (ta ta)
    pehane toh karata hai churrrrrr
    udd udd aave, udd udd aave (aa aa)
    daana chuge aa aa, udd jaaye chidiyaan furrrrrrrr

    Ab Mujhe Koi Intjaar Kaha

    (ab mujhe koi intjaar kaha - 2
    vo jo behate the aap shar kaha) - 2
    ab mujhe koi intjaar kaha
    
    aakh ke ek gaon mein raat ko khaab aate the - 2
    chhune se behate the bole toh kehate the
    uatate khaboon ka etabaar kahan - 2
    ab mujhe koi intjaar kahan 
    
    jin dino aap ke aakhmein dhup the
    jin dino aap rehthe the aakh mein dhup rehthi thi
    ab to jale he jal hai ye bhi jane he wale hai
    vo jo tha dard ka karar kahan - 2
    ab mujhe koi intjaar kahan
    vo jo behate the aap shar kahan
    ab mujhe koi intjaar kahan

    Badi Dheere Jali Nena

    badi dheere jali nena dhuva dhuva nenaa.. - 2
    raton se hole hole kholi ye ki kinari
    aakhiyon ne taga taga bholu rati
    khali aankhiyonse dhuva jaye na
    badi dheere jali nena dhuva dhuva nenaa..
    
    pal kko pe sapanon ki agani utaye
    humane do aakhiyoon ke ?? jalaye
    pal ko pe sapanoki agani uataye
    humane do aakhiyoon ke ?? jalaye
    darad ne kabhi loriya sunai to..
    dard ne kabhi neend se jagaya re
    beri aakhiyonse na jaye dhuva na jaye
    badi dheere jali nena dhuva dhuva nenaa.. - 2 
    
    (jalate charagon mein kab neend na aaye
    ?? humane sab taare bhujaye) - 2
    jane kya khoye raat ki pitari se
    bhor ki kinari yee suji aankhiya se
    najaye dhuva na jaye
    badi dheere jali nena dhuva dhuva nenaa.. - 3

    Ishqiya

    aise uljji nazara se hatati nahi
    datse reshmi dor katati nahi
    umar kab ki baras ke safed ho gayi
    kaari badari jawani ki chatati rahi
    wallah ye dhadkan badane lagi hai
    chehare ki rangat udane lagi hai
    darr lagatha hai tanaha sone mein jee
    dil to bacha hai jee – 2 thoda kacha hai jee
    dil to bacha hai jee
    aise uljji nazara se hatati nahi
    datse reshmi dor katati nahi
    gari badari jawani ki chatati rahi

    kis ko patta tha pehlun me rakha
    dil aisa baji bhi hoga
    hum to humesha samajate the koi
    hum jaisa hajii he hoga
    aaye jor kare kitana shor kare
    bevaja baton pe eve gaur karen
    dil sa koi kamina nahi koi to roke
    koi toke iss umer me ab khavo ge dhoke
    darr lagata hai ishq me karane bhi jee
    dil to ucha hai jee dil to bacha hai jee
    thoda kacha hai jee dil to bacha hai jee

    aise udasi beti hai dil pe
    hasane se ghabara rahe hai
    sari jawani katarake kanti
    piri me takara gaye hai
    dildhadkata hai to aise lagatha hai jo
    aa raha hai yahi dekhta he na ho
    prem ki mare katar re
    toba ye lamahe katate nahi hai kyun
    aankho se meri hatate nahi jo
    darr lagata hai mujhse karana baji
    dil to bacha hai jee – 2 thoda kacha hai jee
    dil to bacha hai jee

    Buy DVD or CD