Mujhe Le Ja Wahaan - Song Lyrics
ai mehaki hawa mujhe le ja wahaan
mile jamin se jahaan jhuk jhuk aasmaan
jahaan aankhon mein ho ek pyaara sama
jahaan waadiyon se uthe ruk rukake dhunwaan
dur shehar se hai kahin woh jagah
jharano ka hai shor jahaan daba daba
jahaan bolati hogi woh khaamoshiyaan
parbaton pe ho jahaan badaliyaan
main wahaan hoon ho tanhaayiyaan
mere dil ko na khaaye wahaan kabhi [...]
Naiharwa Hamaka Na Bhaave - Song Lyrics
naiharwa hamaka na bhaave
hamaka na bhaave naiharwa aa…, naiharwa, naiharwa aa aa aa….
naiharwa hamaka na bhaave, hamaka na bhaave naiharwa aa…
naiharwa, naiharwa aa aa aa….
saai ki nagari -2 param ati sundar, ati sundar
jahaan koyi jaave na aane – (2)
chaand suraj jahaan – (2)
pawan na pani – (2)
ko sandes pohonchaave – (2)
darad yahaan -3 saai ko [...]
Tel Malish - Song Lyrics
sar jo tera chakraaye, ya dil duba jaaye
aaja pyaare paas hamaare, kaahe ghabraaye, kaahe ghabraaye) – (2)
(tel mera hai muski, ganj rahe na khuski
jisake sar par haath phira doon, chamake kismat usaki) – (2)
sun sun sun are beta sun, iss champi mein bade bade gun
sun sun sun are beta sun, is champi mein gun gun [...]
Bheeg Gaya Mera Mann - Song Lyrics
tikhi tikhi nukili si bunde
behake behake se baadal uninde
geet gaati hawa mein gungunaati ghata mein
bheeg gaya mera mann – (2)
ho mastiyon ke ghunt pi, shokhiyon mein tair ja
ishq ki galiyon mein aa, inn palon mein thehar ja
rab ka hai yeh aaina, shakl haan isako dikha
jindagi ghud daud hai, do ghadi le le maja
chamake chamake yeh [...]
Resham Ka Dupatta Phaad Diya - Song Lyrics
mera murshid rehbar ishq hi hai
ho o mera saawan patjhad ishq hi hai
ishq hi hai, ishq hai – (2)
(sona mitti mein gaadh gaya
resham ka dupatta phaad diya) – (2)
sab kehate hai isane bhaang pi hai
maine ishq mein choli rang li hai – (3)
(abb bhuk mujhe lagati hi nahi
abb pyaas meri jagati hi nahi) – (2)
gharbaar [...]
Samajhdaar Ko Ishaara Kaafi Hai - Song Lyrics
na jaane log iss duniya mein nafrat kaise karate hain
hamein toh pyaar karane ke liye bhi jindagi kam hai mere bhai
kam hai mere bhai, kam hai mere bhai
dil mein baaje hai ghungaru, dil hai dil ke rubaru – (2)
ik najar aashiq ki kya se kya kar jaati hai
na na na karate karate haan bhi woh [...]
Teri Yaad Aayi Akh Bhar Aayi - Song Lyrics
nininisasasa…re resasasa… (sargam)
raanjha raanjha karate karate main bhi raanjha hoyi
aaj se mujhako raanjha bolo, heer na kehana koyi
heer na kehana koyi
nininisasasa…re resasasa… (sargam)
teri yaad aayi akh bhar aayi – (2)
haayo rabba sahi jaaye na yeh judaai – (2)
ho aaja aaja maahi aaja ho o o o
ho aaja aaja maahi aaja, teri heer bulaaye aaja
teri yaad [...]
Ajnabee Ehsas Ko, Dil Mera Kya Naam De - Song Lyrics
a he aa he aa oo
ajnabee ehsas ko, dil mera kya naam de
kya naam de – 2
ankahi is bat ko, dil mera kya naam de
kya naam de – 4
kaisi hai ye majburiya
dil me jo hai, ho sake na juba
sunal ejara ye ham nava
jo kehrahi hai khamoshiya
ansuni saugat ko dil mera kya naam de
kya naam de [...]
Jaane Kyun Pyaar Mein Aisa Ho Jata Hai - Song Lyrics
jaane kyun pyaar mein aisa ho jata hai
ke rate katati nahi, ke din katata nahi
ha ha ha ha ha
wo o wo 0 wo wooo
jaane kyun pyaar mein aisa ho jata hai
ke rate katati nahi, ke din katata nahi – 2
wo o wo 0 wo
jaane kyun pyaar mein aisa ho jata hai
ke rate katati nahi, ke [...]
Rang Daalunga Chunari Choli Mein - Song Lyrics
haay aaya faagun rangi duniya, nikala rango ka rela re
meri tohkahin chhup gayi raadha, kaanha main huwa akela re
dekh khanaiya, dekh khanaiya woh rahi teri raadha
bhang chadhaake rang jamaake aaj baja de baaja surila sararara…
jogila sararara… – (3)
dekh tujhako, ho dekh tujhako aisa nasha chadha, phika pad gaya bhang
jogila sararara… – (2)
dekh tujhako aisa nasha [...]